Ab to Bas Aik Hi Dhun Hai Naat Lyrics | Abbas Abdaali

Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai naat is recited by many Naat reciters (ثنا خواں), among whom are Abbas Abdaali (Blind Man), Tahir Qadri, Owais Raza Qadri, Hafiz Ahmed Raza Qadri, Hafiz Tasswor Attari, and Faraz Attari Qadri. Here, we are going to share the lyrics of Abbas Abdaali’s naat and also include a few verses from the naats of other Sana’Khawaans (ثنا خواں).

Ab to Aas Aik Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun
Ab to Aas Aik Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun

Mere Maula Meri Aankhain Mujhe Wapis Ker De (The most emotional line in the whole naat)
Mere Maula Meri Aankhain Mujhe Wapis Ker De
Ta’k iss Baar Main Jee Bhar K Madinah Dekhun

Ab to Bas Aik Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun (x3)

Jaoun Main Shehar-e-Nabi () Gunbad-e-Khizra Dekhun (x2)
Aur Phir Qabr-e-Hassan Turbat-e-Zahrah (R.A.) Dekhun

Ab to Bas Aik Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun (x3)

Dhoond Loon Apne Gunahon Ki Muafi Ki Sabeel (x2)
Rehmat-e-Rehmat-e-Konain Ka Jalwa Dekhun

Ab to Bas Aik Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun (x3)

Waan Se Phir Ja K Najaf Zakham Dikhaoun Apne (x2)
Aur Nazdeek Se Hi Apna Maseeha Dekhun

Ab to Bas Aik Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun (x3)

Phir Shahenshah-e-Najaf (R.A) Se Main Ejazat Le Ker (x2)
Karbala Ja K Main Shabir(A.S) Ka Roza Dekhun

Ab to Bas Aik Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun (x3)

Ashq Barsaoun Gham-e-Aale-Muhammad (ﷺ) Pe Wahan
Apni Tareek Nighahon Main Sawera Dekhun

Ab to Bas Aik Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun (x3)

Bas issi Baat Pe Jeeta Hun Hameed-o-Abdaal (x2)
In Tamanaoun Ko Pura Kabhi Hota Dekhun

Ab to Bas Aik Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun (x3)


NOW FEW VERSES (اشعار) FROM OTHER RECITERS

HAFIZ TAHIR QADRI NAAT LYRICS

Jaliyaan Dekhun K Deewar-o-Dar-o-Baam-e-Haram (x3)
Apni Be’noor Nigahon Se Main Kya Kya Dekhun (x2)

Teri Jaaliyon K Neeche Teri Rehmaton K Saye
Jisay Dekhni Ho Jannat Wo Madimah Dekh Aye

Kaisi Wahan Ki Raatein Kaisi Wahan Ki Baatain
Unhain Puch Lo Nabi () Ka Jo Madinah Dehk Aye

Ab to Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun (x2)


FARAZ ATTARI QADRI NAAT LYRICS

iss Ne Bhi Madinah Dekh Liya Us Ne Bhi Madinah Dekh Liya (x2)
Sarkar (ﷺ) Kabhi To Main Bhi Kahun (x2)
Main Ne Bhi Madinah Dekh Liya

Ab to Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun (x3)

Bula Lo Phir Mujhe Aey Shah-e-Bahar-o-Barr (ﷺ) Madinay Main
Main Phir Rota Huna Aaoun Tere Darr Per Madinay Main

Bula Lo Hum Ghareebon Ko, Bula Ya Rasool ALLAH (ﷺ)
Pae Shabbir o Shabbar Fatima Haider Madinay Main

Bula Lo Hum Ghareebon Ko
Bula Lo Ya Rasool ALLAH (ﷺ) (x3)
Pae Shabbir o Shabbar Fatima Haider Madinay Main

Madinay Jane Walo Jao Jao Fi-Amanillah
Kabhi To Apna Bhi Lag Jayega Bistar Madinay Main

Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Meri
Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun (x2)

Gar Khushi Chahiye To Madinay Chalo (x2)
Zindagi Chahiye To Madinay Chalo
Sari Masti Madinay Ki Galiyon Main Hai
Kaif Sare Ka Sara Madinay Main Hai

Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Meri
Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun

Ye Madinay Chala, Woh Madinay Chala (x2)
Main Bhi Keh Dun Shahaa Main Madinay Chala

Izn Jis Ko Mila Wo Madinay Chala (x2)
Mera Kuch Na Bana Main Yahin Reh Gaya
Mere AAQA(ﷺ) Ka Dar Hoga Paish-e-Nazar
Kya Suroor Ayega (x3)
Main Madinay Chala

Kya Karega Idhar Band Rakht-e-Safar (x2)
Chal Obaid-e-Raza Main Madinay Chala

Lutf To Jab Mile Mujhse Murshid Kahe
Chal Obaid-e-Raza Main Madinay Chala

Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun

Mainu Majhburiyan Te Duriyan Ne Mareya (x2)
Sad Lo Madinay AAQA(ﷺ) Karo Meharbaniyaan

Da-Da Han Ghareeb AAQA(ﷺ) Kol Mere Zar Nai (x2)
Uda K Main Kiwen Aawan Nal Mere Par Nai

Tusan V Te Dairah Meain To Bari Door La Leya
Sad Lo Madinay AAQA(ﷺ) Karo Meharbaniyaan

Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun (x3)


HAFIZ AHMED RAZA QADRI NAAT LYRICS

Main Kahan Hun Ye Samjh Lun To Uthayon Nazrain (x2)
Dil Jo Sanbhlay To Main Phir Gumbad-e-Khazra Dekhun (x2)

Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun (x2)

Kaash Ek Baar Younhi Umer Basar Ho Meri (x2)
Subha Kaba’y Mein Ho To Shaam Ko Tayyaba Dekhun (x2)

Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madinah Dekhun (x2)

Credits

Leave a Comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.