Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Lyrics (ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر): I found Hum Ne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Naat / Kalam very soulful so today I decided to write lyrics of this beautiful naat in Urdu (Roman & Original). Please read the lyrics below. To read this naat in real Urdu please scroll down to the bottom of this page.
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Unki Tasweer Seenay Main Mojoud Hai
Jis Ne La Ker Qalam-e-Ilahi Diya
Jis Ne La Ker Qalam-e-Ilahi Diya
Wo Muhammad (ﷺ) Madiney Main Mojoud Hai
Phool Khiltey Hain Perh Perh Ke Salle Ala (x2)
Jhoom Ker Keh Rahi Hai Baad-e-Saba’
Aisi Khushbu Chaman K Gullon Main Kahan
Jo Nabi (ﷺ) Ke Paseenay Main Mojoud Hai
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar (x2)
Unki Tasweer Seenay Main Mojoud Hai
Jis Ne La Ker Qalam-e-Ilahi Diya (x2)
Wo Muhammad (ﷺ) Madiney Main Mojoud Hai
Humne Mana Ke Jannat Bohat Hai Haseen (x2)
Chhor Ker Hum Madinah Na Jayen Kahin
Yun To Jannat Main Sab Hai Madinah Nahi (x2)
Aur Jannat Madiney Main Mojoud Hai
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar (x2)
Unki Tasweer Seenay Main Mojoud Hai
Jis Ne La Ker Qalam-e-Ilahi Diya (x2)
Wo Muhammad (ﷺ) Madiney Main Mojoud Hai
Chhorna Tera Taibah Gawarah Nahi (x2)
Sare Alam Main Aisa Nazarah Nahi
Aisa Manzar Zamanay Ne Dekha Nahi (x2)
Jaisa Manzar Madiney Main Mojoud Hai
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar (x2)
Unki Tasweer Seenay Main Mojoud Hai
Jis Ne La Ker Qalam-e-Ilahi Diya (x2)
Wo Muhammad (ﷺ) Madiney Main Mojoud Hai
Wo Abu Bakar, Farooq o Usman, Ali (رضي الله عنه)
Hain Ye Sab Ke Main Deen-e-Mubeen Ke Fakeeh
Wo Fakeehon Ke Afser Shah-e-Anbiya
Wo Shahanshah Madiney Main Mojoud Hain
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar (x2)
Unki Tasweer Seenay Main Mojoud Hai
Jis Ne La Ker Qalam-e-Ilahi Diya (x2)
Wo Muhammad (ﷺ) Madiney Main Mojoud Hai
Be’saharon Ko Seenay Se Lipta Liya
Jisne Jo Manga Usko Ata Ker Diya
Wo Faqeeron Ke Yawar Shah-e-Anbiya
Wo Shahanshah Madiney Main Mojoud Hain
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar (x2)
Unki Tasweer Seenay Main Mojoud Hai
Jis Ne La Ker Qalam-e-Ilahi Diya (x2)
Wo Muhammad (ﷺ) Madiney Main Mojoud Hai
Hum ne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Lyrics In Urdu
ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر
انکی تصویر سینے میں موجود ہے
جس نے لاکر کلام الہی دیا
وہ محمد(ﷺ) مدینہ میں موجود ہے
پھول کھلتے ہے پڑھ پڑھ کے صلی اللہ
جھوم کر کہہ رہی ہے یہ بادِ صباء
ایسی خوشبو چمن كے گلوں میں کہاں
جو نبی(ﷺ) كے پسینے میں موجود ہے
ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر
انکی تصویر سینے میں موجود ہے
جس نے لاکر کلام الہی دیا
وہ محمد(ﷺ) مدینہ میں موجود ہے
ہم نے مانا كے جنت بہت ہے حَسِین
چھوڑ کر ہَم مدینہ نا جائیں کہیں
یوں تو جنت میں سب ہے مدینہ نہیں
اور جنت مدینہ میں موجود ہے
ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر
انکی تصویر سینے میں موجود ہے
جس نے لاکر کلام الہی دیا
وہ محمد(ﷺ) مدینہ میں موجود ہے
چھوڑنا تیرا طیبہ گوارہ نہیں
سارے عالم میں ایسا نظارہ نہیں
ایسا منظر زمانے میں دیکھا نہیں
جیسا منظر مدینہ میں موجود ہے
ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر
انکی تصویر سینے میں موجود ہے
جس نے لاکر کلام الہی دیا
وہ محمد(ﷺ) مدینہ میں موجود ہے
وہ ابو بکر فارق عثمان علی (رضي الله عنهما)
ہیں یہ سب ان كے دینِ مبیں كے فقیہ
وہ فقیحوں کے افسر شاہ انبیاء
وہ شہنشاہ مدینہ میں موجود ہے
ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر
انکی تصویر سینے میں موجود ہے
جس نے لاکر کلام الہی دیا
وہ محمد(ﷺ) مدینہ میں موجود ہے
بے سہاروں کو سینے سے لپٹا لیا
جس نے جو مانگا اسکو عطا کر دیا
وہ فقیروں کے یاور شہِ انبیاء
وہ شہنشاہ مدینہ میں موجود ہے
ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر
انکی تصویر سینے میں موجود ہے
جس نے لاکر کلام الہی دیا
وہ محمد(ﷺ) مدینہ میں موجود ہے
Hum ne aankhon se dekha nahi hai magar naat is recited by many naat khuans of which Ahemad Razvi, Muhammad J., Sarfraz Ahmed, Anas Younus, Abu Ubayda, Mazhar-ul-Islam, Laiba Fatima, Aqsa Abdul Haq, Muhammad Arif, Warisha and many others. The beauty of this naat is that whoever recited it, it just touches the listeners’ heart.
How To Read / Recite This Naat?
Words in bold indicates that these words belong to Nabi-e-Pak (ﷺ). “(x2)” means that you will read this line twice.
Being a human I might have left something or made any mistakes in the above lyrics. So, please if you find any errors or omissions, kindly let me know in the comments section below, so that I can correct those mistakes immediately. Jazak’ALLAH for visiting my website.
Credits: