Tajdar-e-Haram ﷺ (meaning King of the Kabaa’) is one of the most beautiful qawali & naat ever performed by many Pakistani Qawwals and Naat Khawans. It was first performed by Sabri Brothers and written by Mirza Muhammad Hakim brother of Emperor Akbar. Here we are writing the lyrics of Tajdar-e-Haram ﷺ by Atif Aslam. Atif Aslam recited this Naat in Coke Studio season 8 in 2015.
Qismat Main Meri Chain Se Jeena Likh De
Doobay Na Kabhi Mera Safina Likh De
Jannat Bhi Gawara Hai Magar Mere Liye
Ay Katib-e-Taqdeer Madinah Likh De
–Tajdar-e-Haram– (صلى الله عليه وسلم)
Tajdar e Haram ﷺ Ho Nigh-e-Karam
Tajdar e Haram ﷺ Ho Nigh-e-Karam
Hum Gareebon K Din Bhi Sawar Jaayen Ge
Hami-e-Bekasan Kya Kahe Ga Jahan
Hami-e-Bekasan Kya Kahe Ga Jahan
AP ﷺ K Dar Se Khali Agar Jaayen Ge
Tajdar e Haram (صلى الله عليه وسلم)
Tajdar e Haram (صلى الله عليه وسلم)
Koi Apna Nahi Gham K Maare Hain Hum
Koi Apna Nahi Gham K Maare Hain Hum
AP (صلى الله عليه وسلم) Ke Dar Pe Fariyad Laye Hain Hum
Ho Nigha-e-Karam Warna Chaukhat Pe Hum
Ho Nigha e Karam Warna Chaukhat Pe Hum
AP ﷺ Ka Naam Le Le Ke Mar Jaayen Ge
Tajdar e Haram (صلى الله عليه وسلم)
Tajdar e Haram (صلى الله عليه وسلم)
Kya Tum Sy Kahun Ay Rab K Kuwar
Tum Ja’nat Ho Mann Ki Battiyan
Dar-e-Furqat To Aye Umi Laqab
Katay Na Kat’ti Ab Ratiyan
Tori Pareet Mein Sudh Budh Sab Bisri
Kab Tak Rahe Gi Yeh Be-Khabri
Gaahe Big-han Duzdeedah Nazar
Kabhi Sun Bhi To Lo Hamari Batiyan
Apky ﷺ Dar Se Koi Na Khali Gya (x3)
Apne Daaman Ko Bhar K Sawali Gya
(O… Apne Daman Ko Bhar K Sawali Gya)
Ho Habeeb-e-Hazeen
Ho Habeeb-e-Hazeen Par Bhi Aaqa ﷺ Nazar
Warna Auraq-e-Hasti Bikhar Jayenge
Ho Habeeb-e-Hazeen Par Bhi Aaqa ﷺ Nazar
Warna Auraq-e Hasti Bikhar Jaaen Ge
Tajdar e Haram (صلى الله عليه وسلم)
Tajdar e Haram (صلى الله عليه وسلم)
Meh-Kasho Aao Aao Madiney Chalein
(Madiney Chalein)
(Madiney Chalein)
(Madiney Chalein)
Meh-kasho Aao Aao Madiney Chalein
(Madiney Chalein) (x3)
Aao Madiney Chalein
Aao Madiney Chalein
Isi Mahiney Chalein
Aao Madiney Chalien
(Aao Madiney Chalein)
(Aao Madiney Chalein)
(Isi Mahiney Chalein)
(Aao Madiney Chalein)
Tajalliyon Ki Ajab Hai Fiza’ Madiney Mein
(Tajalliyon Ki Ajab Hai Fiza Madiney Mein)
Nigaah-e-Shauq Ki Hai Inteha Madiney Mein
(Nigaah-e-Shauq Ki Hai Inteha Madiney Mein)
Gham-e-Hayaat Na Khauf-e-Qaza Madiney Mein
(Gham-e-Hayaat Na Khauf-e-Qaza Madiney Mein)
Namaz-e-ishq Karenge Ada Madiney Mein
(Namaz-e-ishq Karenge Ada Madiney Mein)
Barah-e-Raast Hai Raah-e-Khuda Madiney Mein
Aao Madiney Chalein
Aao Madiney Chalein
Isi Mahiney Chalein
Aao Madiney Chalein
Mai-Kasho Aao Aao Madiney Chalein
(Mai-kasho Aao Aao Madiney Chalein)
Dast-e Saaqi Ye Kausar Se Peene Chalein
(Dast-e Saaqi Ye Kausar Se Peene Chalein)
Yaad Rakho Agar
Yaad Rakho Agar
(Yaad Rakho Agar)
(Yaad Rakho Agar)
Uṭh Gayi Ik Nazar
Jitne Khaali Hain Sab Jaam Bhar Jayenge
(Yaad Rakho Agar Uth Gayi ik Nazar)
Woh Nazar Jitne Khaali Hain Sab Jaam Bhar Jayaenge
Tajdar e Haram (صلى الله عليه وسلم)
Tajdar e Haram (صلى الله عليه وسلم)
Khauf-e-Toofaan Hai Bijliyon Ka Hai Ḍar
(Khauf-e-Toofaan Hai Bijliyon Ka Hai Ḍar)
Sakht Mushkil Hai Aaqa ﷺ Kidhar Jaayen Hum
(Sakht Mushkil Hai Aaqa ﷺ Kidhar Jaayen Hum)
Aap ﷺ Hi Gar Na Lain gy Hamari Khabar
Hum Museebat Ke Maare Kidhar Jaayenge
(Aap ﷺ Hi Gar Na Lain gy Hamari Khabar)
(Hum Museebat Ke Maare Kidhar Jaayenge)
Tajdar-e-Haram (صلى الله عليه وسلم)
Tajdar-e-Haram (صلى الله عليه وسلم)
Ya Mustafa ﷺ Ya Mujtaba ﷺ Irham Lana, Irham Lana
Dast-e-Hamah Be-chaarah Ra
Daamaan Tuhi, Daamaan Tuhi
Man’aasiyam Man’aajizam
Man Be-kasam Haal-e-Mara
Pursaan Tuhi Pursaan Tuhi
Ay Mujtub-e-Zumbar Fishaan
Paik-e Naseem-e-Subh-Dam
Ay Chaarah-Gar ‘Eesa-Nafas
Ay Moons-e-Beemaar-e-Gham
Ay Qasid-e-Purkhandah Peh
Tujh Ko Usi Gul Ki Qasam
Innalti’ya’reeh As-saba
Yauman ila Ard’il-Haram
Balligh Salaami Raudatan
Fi-han-Nabi-yil-Mohtaram
Tajdar-e-Haram ﷺ Ho Nigha-e-Karam
(Tajdar-e-Haram ﷺ Ho Nigha-e-Karam)
Hum Gareebon K Din Bhi Sawar Jaayen Gy
Hami Ay Bekasaan Kya Kahe Ga Jahan
(Hami-e-Bekasaan Kya Kahe Ga Jahan)
AP ﷺ Ke Dar Sy Khali E Agar Jaayen Gy
Tajdar-e-Haram (صلى الله عليه وسلم)
Tajdar-e-Haram (صلى الله عليه وسلم)
Tajdar-e-Haram (صلى الله عليه وسلم)
Credits:
Looking For More Naats Lyrics? Find out more Here.